Mobi Groups
Download Free Apps & Games @ PHONEKY.com

DroodGroup - Topics
Create Your Own App Store

* DroodGroup > Topics


Subject: ~~ PLEASE READ IT ~~
Replies: 17 Views: 1548

01awan01 17.03.11 - 04:42pm
AS SALAM O ALAIKUM FRIENDS I think is group k members ko deen k mutalak kuch na kuch lazmi share krna chahie swae 2 4 members k sb silent hain kya wo ni chahte k un k zrie koi kuch acha sune or amal krne ki koshish kre sochiye ga zror *

01awan01 18.03.11 - 01:04pm
(Aboamama Rza) Dryaft kiya gea k olad pr Maan Baap ka kitna haq hai AAP Saw ne irshad farmaya wo tmari janat or dozakh hain yani khizmat kro ge to janat or nafarmani kro ge to dozakh (Ibnemaja) *

azure4u 18.03.11 - 02:18pm
Maa bab sy husne salok sy paish ao ar unhn uff tk na kaho. . . . . *

01awan01 20.05.11 - 03:47pm
DOST bohat bnao kyon k ALLAH is bat se HAYA krta hai k wo QAYAMAT k din kisi ko iske DOSTON ki majodgi me AZAB de *

01awan01 21.05.11 - 01:47pm
DUNYA or DUNYA me jo kuch hai LANAT k qabal hai sawae ALLAH k ZIKAR K *

01awan01 22.05.11 - 08:06pm
KHUDA BEAQAL MUSALMAN ko pasand nhi karta . *

01awan01 31.05.11 - 04:51pm
Ae payari bachio or behno ! agr tm apni beti se bat kr ri ho ya apne khawand se mukhatib ho ya apni man ki bat sun rahi ho or telephone ki ganti baje to telephone per tawajo na do kyon k wo zayada aham hai jisko ap apna waqt de ri ho chahe kitni der wo ghanti kyon na bajti rahe koi aae ga sun le ga *

01awan01 1.06.11 - 03:52pm
ALLAH farmata hai kAe logo ek 2sre k qareeb aa jao or ek 2sre ko apne Ristadar jano Khawatino Hazrat kisi na kisi hawale se or kisi na kisi tariqe se hm ek 2sre k rishtadar to hain akhir *

01awan01 6.06.11 - 05:26pm
Kisi ne ek Bazurg se pochap
INSAN ME KITNE AIB HOTE HAIN

JAWAB MILA :
BE - SHARAM
Lakin 1 khobi sub pe parda dal deti hai or wo hai

HUSN - E - IKHLAQ *

tahzeb 7.06.11 - 07:15am
kisi ka dil mat toro....
q k har dil me khuda rehta hai...!
meh khan dosrun ko nasehat krne se phle khud amal farmain!!! *

01awan01 7.06.11 - 11:16am
sory mis tahzeb agr meri waja se apko koi dukh hua ho sorry.GIF men ne kisi ko nasehat ni ki req ki hai k par kr smje or amal krain ap ne jo bat ki wo mere ilam me ni ti bt apke ilam me to ti men ainda koshish krun ga g amal krne ki is fani dunya me ek ALLAH hi to hai brose k qabil n sory again g ab agr bat krni ho to chat rom me krna pls or yahan kuch or acha share kro Allah apko ajar or khushian ata farmae ga *

tahzeb 8.06.11 - 07:16am
Ache Dost k ly ache waqt ko chor do....!
lakin ache waqt k ly dost ko mat choro q k waqt ktna bhe acha ho, dost wapas nhe de skta....!
...Mola Ali murtaza...
*

01awan01 9.06.11 - 05:03pm
LAZZAT ke Shok Me
Gunah Na Kar...

Lazzat Jati Rahegi
Gunah Baki Rahega..!
Or

TAQLIF ke Darr se NEQII
na Chor..
Taqlif Jati Rahegi Neqi
Baaki Rahegi

Dosto...
Aaj Amal Hai Hisaab
Nahi...!
Kal Hisaab Hoga Amal
Nahi...!
*

01awan01 11.06.11 - 10:01pm
Tafseer Ibn Kaseer:

Tafseer means explanation of Quran. The best way to
explain any Quranic Verse
is to support it first with
various other related Quranic Verses


Afterwards, Hadith is used
for strengthening such an
explanation or tafseer. To
find, collect and present the
related Quranic Verses and Hadith are one of the
greatest jobs that was
achieved by Imam Ibn
Kaseer.

Imam Ibn Kaseer (Hafiz
Imaduddin Abulfida) was
born on 701 Hijri Year in
Basra city of Syria and died
in 774 Hijri Year in Damascus, Syria. His name is on top of the list of those
Muslim Scholars who served Quran via life-time scholarly efforts. His Tafseer Ibne Kaseer stands out amongst all other explanations or
tafseers of Quran as does
Sahih Bokhari from all
other books of Hadith.
Moulana Muhammad
Junagarhi (1890-1941) from Junagarh, India translated it into Urdu language in 1930.

Muhammad (pbuh) sent
Muaz (raziallah) to Yemen
and asked how will you
decide?. Muaz (Razi Allah)
replied, From Quran.
Muhammad (pbuh) said If you don't find it in Quran,
then?. Muaz (Razi Allah)
replied From the Sunnah
of Allah's Prophet.
Muhammad (pbuh) said If
it is not in my Sunnah, then? Muaz (Razi Allah)
replied Now, I will do
Ijtihad. At listening this,
Muhammad (pbuh) said
Thanks to Allah, He
enabled His Prophet's deputy to do which is
favored by His Prophet. *

01awan01 20.06.11 - 02:35pm
kDeVA0JN2vWKaTo736hg.jpg *

01awan01 30.06.11 - 11:54am
Koshish karna k Zindagi me wo shakhs apko hamesha muskurata howa mile, ..
Jo ..
Apko roz aieney me nazar atta hai. *

01awan01 1.07.11 - 12:41pm
Dost k saath kabhi Bhi Aisi Behes Mat karna K behes jeet jao Or apne dost ko haar jao *

01awan01 1.07.11 - 01:00pm
Logon ke dilon mein apna maqaam iss terha bana Lo ke Marr Jaao to tumharay Liye DUA karein aur Zinda ho to tum se milnay ko tersa karein. *


* Reply
* DroodGroup Forum


Search:
topics replies


* DroodGroup

Create Your Own App Store

topTop
groupsGroups
mainProdigits

Create Your Own App Store