Mobi Groups
Download Free Apps & Games @ PHONEKY.com

DroodGroup - Topics
Create Your Own App Store

* DroodGroup > Topics


Subject: ***AQWALE ZEREN***
Replies: 133 Views: 4095
6-<< 2-<

01awan01 15.06.11 - 08:39pm
Kitna Bad_naseeb hai wo Insan jo apne WALDAIN ki khidmat kr k Dua nhi leta

or

Logon se kehta rehta hai k mere lie dua krna

(Hazrat ali RA) *

orchid73 16.06.11 - 05:03am
Me Ro Raha Tha Jab Mere Paon Me Jotay Nahi Thi,,.

Lekin: 'Achanak Me Chup Ho Gaya Jab Me ne 1 Shakhs Ko Dekha Jis K Paon Hi Nahi Thy!
(SHEIKH SAADI)

Har Haal Me ALLAH Ka Shukar Aada Karo K Us Ne Tumhin Boht Se Logon Se Behtar Banaya Hai. *

orchid73 16.06.11 - 05:05am
Dozakh Ki Aag Us Ko Nai Choo Sakti jo
FAJAR Or MAGIRIB
Ki Namaz K Bad
7,7 Martba Ye Parhe

Allah Humma Ajirni Minan Nar. *

01awan01 16.06.11 - 01:58pm
XbTElkSUe35OBQTFdKY1.gif *

01awan01 16.06.11 - 02:29pm
Behtreen MOMIN wo hai jiska AKHLAQ buland ho or AHLO AYAL k sath bht mehrbani or muhabat se paish ata ho *

01awan01 16.06.11 - 02:34pm
Tm me jo sub se zayada KHUSH AKHLAQ hai wo mujh ko sb se zayada Meh hai *

01awan01 16.06.11 - 02:41pm
Tm me sub se behter wo hai jo Dunya se Kinara Kash ho or Akhrat ki taraf zayada Mail ho *

01awan01 17.06.11 - 08:14pm
b2UPkEWtMA4SWSYhDqLt.gif *

01awan01 18.06.11 - 10:01am
.JFGwLwQKUH9WWACTJI2J.gif *

01awan01 19.06.11 - 06:35am
Duniya tumhe us waqt tak nahi hara sakti jab tak tum khud sy na har jao Hathyaro sy jang to jeet sakty hy magar dil nahi dil to kirdar sy jetay jaty hai. *

01awan01 19.06.11 - 08:12am
Wo gunah jis ka tumhein ranj ho, Allah k nazdeeq us nayki se behtar hai jis se tum main ghuroor paida ho jaye.

( Hazrat ALI R.A )
*

01awan01 19.06.11 - 08:19am
Kisi ne Hazrat ALI R.A se poocha:

Dost aur bhai main kya farq hai ?

Aap ne farmaya:
Bhai sona hai aur dost heera hai.

Us aadmi ne kaha:
Aap ne bhai ko kam qeemat aur dost ko qeemti cheez se kyun tashbeeh di ?

To aap ne farmaya:
Sone main agar darar aa jaye to us ko pighla kar bilkul pehlay jaisa banaya ja sakta hai. Jab ke heeray main aik darar aa jai to wo kabhi bhi pehlay jaisa nahi ban sakta. *

01awan01 19.06.11 - 08:25am
Ager kisi ka zarf azmana ho to usko ziada izzat do!
Wo Aala zaraf hoa to ap ko aur izat day ga! aur kam zarf hoa to khud ko AALA ZARAF sumjhey ga!

( Hazrat ALI R.A )
*

01awan01 19.06.11 - 08:29am
Hazrat ALI R.A Ka Farman Hay:-

Bura Dost Koely Ki Manind Hay Agr Jalta Hoga To Apko Jala Dega Aur Agr Bujha Hoga To Ap K Hath Kale Kr Dega *

01awan01 19.06.11 - 08:30am
Aazmaye Hue Ko Azmana Bewakufi He.

( Hazrat ALI R.A )


*Logon Ki Zaroraton Ka Tum Se Wabasta Hona Tum Per
Allah Ki Enayat Hain!.

(Imam Hussain R.A) *

01awan01 20.06.11 - 02:27pm
NlEaAszMvY7O3V8PEFLZ.gif *

01awan01 20.06.11 - 02:54pm
Hazrat ALI R.A SAYS :

TUMHARE 3 DOST HAIN
1. TUMHARA DOST
2. TUMHARAY DOST KA DOST
3.TUMHARAY DUSHMAN KA DUSHMAN

TUMHARAY 3 DUSHMAN HAIN
1. TUMHARA DUSHMAN
2. TUMHARAY DUSHMAN KA DOST
3. TUMHARAY DOST KA DUSHMAN
*

01awan01 20.06.11 - 02:58pm
.Hazrat ALI R.A ne eid k din ro ro k bura haal karliya Naye kapre na pehne aur sookhi roti khane lagey. Kisi ne poocha k aaj to EID hai aap ne koi tayyari nahi ki. Aap ne farmaya k eid to unki hai jinko ALLAH SUBHAN-A-HU- WA TAALA ne muaf kar dia
*

01awan01 20.06.11 - 03:02pm
Hazrat ALI R.A Says :

Apne Dushman Ko 1000 Dafa Moqa Do K Wo Tumhara Dost Ban Jaaye Per Apne Dost Ko 1 Bhi Moqa Na Do K Wo Tumhara Dushman Banay
*

01awan01 20.06.11 - 03:05pm
Jub meri DUA kabol ho tu mein khush hota houn k is main meri marzi hai aur Jub kabol na ho tu mein aur khush hota houn k ye ALLAh ki marzi hai

( Hazrat ALI R.A )
*

01awan01 21.06.11 - 06:20pm
3XJYe00JTTjA7UZfTiI9.gif *

01awan01 22.06.11 - 01:04pm
.t2YtND5Y7z5jZCyVWPar.gif *

nadeemwa 23.06.11 - 12:08pm
INSAN bemari k dar se khana to chor sakta he magar akhrat k dar se gunah nai chor sakta.... *

01awan01 23.06.11 - 01:21pm
Kisi Ko Tum Dil Se CHAHO Or Wo Tumhen Thukra De To Ye Uski Bad naseebi Hai Tumhri NAHI .

HAZRAT ALI (R.A) *

01awan01 23.06.11 - 01:27pm
* 5 Briefing of Hazrat Ali R.A

1- jo Dukh dey usey choor do magar jisey choor do usey dukh naa do,

2- Din ki roshni mein rizQ talaash kro raat ko usey talaash kro jo tumhein rizQ deta hai,

3- Buri suhbat k dostOn sey kaantey achey jo aek baar zakham detey hain,

4- Agar tum ALLAH ki ebaadat nahein ker sktey to gunah kerna bhi choor do,

5- Apni muskarahat sey kisi kaa diL jetna sab sey azeem kaarnama hai *

01awan01 23.06.11 - 01:33pm
AANSO.
Aur
MUSKURAHAT.
Do ANMOL Khazany hain.
AANSUN ko sirf ALLAH k samny bahao.
Aur MUSKURAHAT ko logon pr Nichhawar kr do.

Hazrat Ali (R.A) *

nadeemwa 23.06.11 - 02:09pm
DEEN OR DUNIA.example..jab roshni ap k agy ho gi to ap ka saya ap k pechy ay ga , jab roshni pechy ho gi to saya agy chaly ga.so deen roshni hy or saya dunia. *

01awan01 29.06.11 - 08:32pm
Hazrat ALI R.A. Said:

Kamyabi Hoslon se milti hai, Aur Hosle Doston se milte hain, Aur Dost Muqadron se milte hain aur, Muqadar Insaan Khud banata hai. *

01awan01 30.06.11 - 03:43pm
Hazrat Ali(A.S) Said

**Sab Say Ziada Wo GHARIB Hai Jis Ka Koe Dost Nhi Aur Ussay Bhi Ziada Wo Gharib Hai Jis Nay Aik Achay Dost Ko Paa Ker Choor Dia** *

01awan01 30.06.11 - 03:53pm
Hazrat Ali (R.A) se Ek shaks ne muslman hone k bad kaha k dor-e-jahiliat me mene manat mani thi k mujhe beta peda hoga to men kute dog.GIF k sath roti khaonga ab ap batao men kya kron?

Ap ne kaha : esi manat nahin manga kro ab esa kro k door wale gaon men jao talash kro jis ne 3din namaz na parhi ho us k sath roti khalo.

AllahoAkbar! ye hesiyat hae 3din namaz na prhne wale ki. *

01awan01 1.07.11 - 01:05pm
Zindagi Ustad se zyada Sakht ha,

Ustad sabaq de k imtehan laita hai,
aur
Zindagi imtehan le ker Sabaq deti hai

Hazrat Ali (R.A) *

01awan01 1.07.11 - 01:10pm
Khaliq se Mangna Shujaat hai.
Agar daide to Rehmat.
Na dai to Hikmat.

Makhlooq se Mangna Zillat hai.
Agr daide to Ehsaan.
Na dai tou Sharmindgi

Hazrat Ali (R.A) *

01awan01 2.07.11 - 02:50pm
Hazaron doston mein us 1 dost ko aziz rkhna jo tmarai ghair mojudgi me tmari burai bardasht na kr sake,(HAZARAT ALI) *

6-<< 2-<


* Reply
* DroodGroup Forum


Search:
topics replies


* DroodGroup

Create Your Own App Store

topTop
groupsGroups
mainProdigits

Create Your Own App Store